Logic Gates Kya Hai Or Uske Kitne Types Hai.?

  Hello, Friends Iss Post Me Janege Logic Gates Ke Baare Me To Ye Post Pura Read Kare In Hindi Me.?



     Logic Gates Means Kisi Bhi Digital Circuit Ya System Ke Block Hote Hai Usse Logic Gates Se Jana Jata Hai.? Ess Me Ek Ya Ek Se Adhik Input Use Hote Hai  Lekin Output Ek Hi Milta Hai.? Iske Logic Level 0 Ya  1 Hota Hai  Yani Ki Iske Input / Output Binary Form Me Hote Hai.? Jiska Matalab 1 Is High Or 0 Is Low Hai.?

→ Types Of  Logic Gates In Hindi.?
  • AND Gate
  • OR Gate
  • NOT Gate
→ Ye Teen Logic Gates Aate hai Uska Use Kar Ke Dusre Gates Banaye Ja Sakte Hai.?
  • NAND Gate
  • NOR Gate
  • X-OR Gate
  • X-NOR Gate
→ Yaha Par Do Universal Logic Gates Hai NAND & NOR Iske Dwara Kisi Dusre Gate Ko Banya Ja Sakta Hai


👍Thanks For Visiting.?
👍Happy To Help.?