Hello Friends Welcome On Our Blog.?


 Guy's Hum Janege Data Structure Ke Kuch Imp Topic Ke Bare me Jo GTU Ki Exam Me Kafi Baar Aachuka Hai.? What Is Evalute  Polish Notation Or Uske Types Ke Bare Me Learn Karenge In Hindi Me.?


➤ What Is Evalute Polish Notation.?





Dosto Polish Notation Me Two Operands And One Operator Hote Hai.? Joki  Bracket Ka Used Ke Bina Airthmetic Expresion Ko Solve (Evalute) Kiya Jata hai.?Its Called Evalute Polish Notation.?



➤ Types Of Polish Notation.?

⧭ Polish Notation Three Types Hai Jiske Baare Me Step Wise Learn Karenge.?

➥Infix

➥Prefix

➥Postfix

➽ Infix 

Dosto Isme Apko Two Operands Milege Jaha Bich Me One Operator Hoga Jisse App samaj Payenge He Is infix expression Toh Wahi Dosto Isko Hum Infix Polish Notation Name Se Jante hai.?
 Ex:--  A+B

➽ Prefix

Yaha Par Operators First Likha Hota Hai or Baki Ke Two Operands Last Me Hote Hai.? Aise Airthmetics Expression Ko Prefix Polish Notation Kaha Jata Hai.?
Ex:-- +AB

➽ PostFix

Friends Jab PostFix Ki Baat Aaye Tabhi First Oprands Likha Jata Hai uske Last Me Operator Hota Hai Toh Isko Hi PostFix Bola Jata Hai.?
Ex:--AB+

⇉ Dosto Ye Tha Polish Notation Ke Bare Me Kuch Imp Question Ke Example Or Definitions Toh Aapko Kaisa Laga Hume Comment Ke Through Bataye.?
👌Thanks For Visiting.?
👍Happ To Help.?